"Ae Dil"

Ae Dil, Itna Bataa De, Kya Yehi Pyaar Hai
Pyaar Hai, Pyaar Hai
Deewane, Mujhe Sirf Itna Bataa De
Deewane, Mujhe Sirf Itna Bataa De
Karoon Kya, Kahin Chaain Aata Nahi
Karoon Kya, Kahin Chaain Aata Nahi
Ae Dil, Itna Bataa De, Kya Yehi Pyaar Hai
Pyaar Hai, Pyaar Hai...

Ye Dard Kya Hai
Ye Khaab Kya Hai
Anjaani Ye Pyaas Kya Hai
Jo Dhadkanon Laun Mein Dabaa Hai
Aawara Aihsaas Kya Hai
Jaagi Jaagi Rahoon
Soyee Soyee Rahoon
Jaane Kis Baat Mein
Khoyee Khoyee Rahoon
Ae Dil, Itna Bataa De
Kya Yehi Pyaar Hai
Pyaar Hai, Pyaar Hai...

Kya Soch Ke Yoon
Aankhein Jhuki Hain
Na Jaane Kaisi Hayaa Hain
Madhoshiyaan Mein
Behke Kadam Hain
Na Jaane Kaisa Nasha Hai
Dekhnein Jaoon To
Aaina Choom Loon
Matiyoon Mein Kabhi
Bevajha Jhoom Loon
Ae Dil, Itna Bataa De
Kya Yehi Pyaar Hai
Pyaar Hai, Pyaar Hai

Deewane, Mujhe Sirf Itna Bataa De
Karoon Kya, Kahin Chaain Aata Nahi
Karoon Kya, Kahin Chaain Aata Nahi
Hoo, Ae Dil, Itna Bataa De
Kya Yehi Pyaar Hai
Pyaar Hai, Pyaar Hai...

"Churao Naa Dil"

Karoon Kya Dil To Jaane Na..
Karoon Kya Dil To Maane Na..
Hai Deewana Bada
Isse Bekaraari Na Do
Hosh Main Aaye Naa
Isse Woh Khumaari Na Do
Maine Barson Se Isko Seene Main Hai Chhupaake Rakhha
Bekhabar Hai Ya Yeh Toh Jaane Naa Pyaar Hota Kya...
Churao Na Dil..,Churao Na Dil..
Churao Na Dil..,Churao Na Dil..

Hai Deewana Bada
Isse Bekaraari Na Do
Hosh Main Aaye Naa
Isse Woh Khumaari Na Do
Maine Barson Se Isko Seene Main Hai Chhupaake Rakhha
Bekhabar Hai Ya Yeh Toh Jaane Naa Pyaar Hota Kya...
Churao Na Dil..,Ha..ha..Churao Na Dil..
Churao Na Dil..,Ha..ha..Churao Na Dil..

Ehsaas Na Jaane Kaisa Jagey
Dekhoon Tujhe Tan Pighalne Lagey
Aalam Jisse Chooke Betaab Hai
Meri Mohabbat Mein Woh Aag Hai
Kyun Jalaate Ho Aise Mausam Mein..dard Samjho Zara..
Behke Armaan Hain..pyaasi Dharkan Hain..main Karoon Bhi To Kya..
Churao Na Dil..,Hmm..Churao Na Dil..

Teri Khataa Hai Na Mera Qusoor
Yeh Sab To Hai Aashiqui Ka Suroor
Baahon Mein Mujhko Bikhar Jaane De
Hadd Se Bhi Aage Guzar Jaane De
Teri Aankhon Ne Meri Aankhon Se Jaane Kya Keh Diya
Naa Sambhalne De Ek Pal Ko Bhi Hai Yeh Kaisa Nasha
Churao Na Dil..,Ha..ha..Churao Na Dil..

Hai Deewana Bada
Isse Bekaraari Na Do
Ho..hosh Main Aaye Naa
Isse Woh Khumaari Na Do
Maine Barson Se Isko Seene Main Hai Chhupaake Rakhha
Bekhabar Hai Ya Yeh Toh Jaane Naa Pyaar Hota Kya...
Churao Na Dil..,Ha..ha..Churao Na Dil..

"Deewane"

--MALE 1--
Kitni Mohabbat Kisko Kaun Yaha Karta Hai
Yeh Koi Bhi Naa Jaane

--MALE 2--
Deewane, Pyaar Ke Hain Hum Deewane

--FEMALE--
Deewane, Pyaar Ke Hain Hum Deewane

--MALE 1--
Na Maane, Pyaar Ke Bin Dil Naa Maane

--MALE 2--
Duniya Mein Kya Hain, Dhoka Hi Dhoka
Mujhko To Bas Hain Tujhpe Bharosa

--FEMALE--
Zulfon Ke Saaye, Resham Si Baahen
Tere Liye Hain, Meri Vafaayen

--MALE 1--
Shamma Hain Deewani, Voh Naa Kabhi Samjhegi
Kyoon Jhalte Hain Parwaane

--FEMALE--
Deewane, Pyaar Ke Hain Hum Deewane

--MALE 2--
Na Maane, Pyaar Ke Bin Dil Naa Maane

Aaya Hain Mausam Dil Ki Lagi Ka
Aalam Naa Poocho Deewangi Ka

--FEMALE--
Naa Hosh Hain Naa Mujhko Khabar Hain
Yeh Sab Teri Chaahat Ka Asar Hain

--MALE 1--
Sard Hawaa Ke Jhoken Dekho Is Rut Mein Bhi
Mujhe Aaye Hain Jhalaane

--MALE 2--
Deewane, Pyar Ke Hain Hum Deewane

--MALE 1--
Na Maane, Pyaar Ke Bin Dil Naa Maane

--MALE 2--
Kitni Mohabbat Kisko Kaun Yaha Karta Hain
Yeh Koi Bhi Naa Jaane

--FEMALE--
Deewane, Pyaar Ke Hain Hum Deewane

--MALE 1 + 2--
Deewane, Pyaar Ke Hain Hum Deewane

"Ishq Da Gunjal"

Ooo, Ooo, Jab Ishq Da Gunjal Pad Jayee
Hai, Koi Teer Jigar Mein Gadh Jayee...
Jab Ishq Da Gunjal Pad Jayee
Koi Teer Jigar Mein Gadh Jayee
Koi Lakh Bachayee Ankh Apni
Ooo, Ooo, Ooo
Ho Koi Lakh Bachayee Ankh Apni
Ye Lad Jayee To Lad Jayee
Ye Lad Jayee To Lad Jayee
Oye, Jab Ishq Da Gunjal Pad Jayee
Koi Teer Jigar Mein Gadh Jayee
Jab Ishq Da Gunjal Pad Jayee
Jab Ishq Da Gunjal Pad Jayee
Koi Teer Jigar Mein Gadh Jayee
Koi Teer Jigar Mein Gadh Jayee
Koi Lakh Bachayee
Koi Lakh Bachayee Ankh Apni
Ye Lad Jayee To Lad Jayee

Jab Ishq Da Gunjal Pad Jayee
Koi Teer Jigar Mein Gadh Jayee...
Chahein Sach Bolein, Ya Jhooth Kahein
Harr Baat Mein Haamin Bharti Hoon
Chahein Sach Bolein, Ya Jhooth Kahein
Harr Baat Mein Haamin Bharti Hoon
Na Yaar Khaffa Ho Jaye Kahin
Na Yaar Khaffa Ho Jaye Kahin
Na Yaar Khaffa Ho Jaye Kahin
Is Liye Ghulami Karti Hoon
Jab Ishq Da, Ishq Da, Ishq Da
Haan Ji, Jab Ishq Da Gunjal Pad Jayee

Hooooo, Sajana Ke Ek Ishare Pe
Ghar Baar Lutaana Padta Hai
Ghar Baar Lutaana Padta Hai
Ghar Baar Lutaana Padta Hai
Sajana Ke Ek Ishare Pe
Ghar Baar Lutaana Padta Hai
Jo Roop Sajan Ko Bha Jayee
Jo Roop Sajan Ko Bha Jayee
Jo Roop Sajan Ko Bha Jayee
Voh Roop Banaana Padta Hai
Jab Ishq Da Gunjal Pad Jayee
Koi Teer Jigar Mein Gadh Jayee...

Jab Ishq Da Gunjal Pad Jayee
Koi Teer Jigar Mein Gadh Jayee...
Mera Maahi, Mera Sapna, Hooo
Mera Maahi, Mera Sapna
Jo Samne Hai, Jo Dikhta Hai
Jo Samne Hai, Jo Dikhta Hai
Mahi Usko Na Dekhey
Begaana Hai Jo Milta Nahi
Zulmi To Usko Dhoondey
Ye Paagal Hai, Deewana Hai
Ye Paagal Hai, Deewana Hai
Kaise Isko Samjhaoon

Na Na Na Na Na Na
Ye Ishq Nasha, Ye Ishq Junoon
Haan, Ye Ishq Nasha, Ye Ishq Junoon
Ye Baat Na Sabhke Bas Ki
Ye Ho Jayee To Ho Jayee
Ye Baat Sune Kabh Kiski
Ye Nahi Hota To
Ye Nahi Hota To
Haan Ji Haan, Nahi Hota To
Nahi Hota, Nahi Hota To, Nahi Hota
Ye Nahi Hoanda Te
Nahi Hoanda, Nahi Hoanda Te, Nahi Hoanda
Jab Ishq Da Gunjal Pad Jayee
Koi Teer Jigar Mein Gadh Jayee

Koi Lakh Bachayee Ankh Apni
Ooo, Koi Lakh Bachayee Ankh Apni
Ye Lad Jayee To Lad Jayee
Ye Lad Jayee To Lad Jayee
Jab Ishq Da Gunjal Pad Jayee
Jab Ishq Da Gunjal Pad Jayee
Koi Teer Jigar Mein Gadh Jayee
Koi Teer Jigar Mein Gadh Jayee
Koi Lakh Bachayee
Koi Lakh Bachayee Ankh Apni
Jab Ishq Da Gunjal Pad Jayee
Koi Teer Jigar Mein Gadh Jayee
Jab Ishq Da Gunjal Pad Jayee
Koi Teer Jigar Mein Gadh Jayee
Jab Ishq Da Gunjal Pad Jayee
Koi Lakh Bachayee Ankh Apni
Ye Lad Jayee To Lad Jayee...

"Qayamat"

--MALE--
Yeh Aankhen, Yeh Masti

Yeh Aankhen, Yeh Masti
Yeh Palkein, Yeh Kaajal
Yeh Zulfein, Yeh Khushboo
Yeh Choodi, Yeh Paayal
Qayamat, Qayamat, Qayamat, Qayamat - 2

--FEMALE--
Yeh Chehraa, Yeh Tevar
Yeh Qaatil Adaayein
Yeh Premi, Yeh Paagal
Yeh Chaahat, Yeh Mohabbat
Qayamat, Qayamat, Qayamat, Qayamat - 2

--MALE--
Yeh Aankhen, Yeh Masti
Yeh Palkein, Yeh Palkein, Yeh Palkein, Yeh Palkein
Yeh Kaajal, Yeh Kaajal, Yeh Kaajal, Yeh Kaajal

Aashiq Hai Kaun Voh, Tum Aashiqui Ho Jiski
Shaayar Hai Kaun Voh, Tum Shaayari Ho Jiski

--FEMALE--
Hue Tum Deewane Yunhi To Nahin
Chala Koi Jaadu Kahin Naa Kahin, Kahin Naa Kahin

--MALE--
Haan Kahin Naa Kahin, Kahin Naa Kahin

--FEMALE--
Yeh Jaadu, Yeh Jaadu, Yeh Jaadu
Yeh Rangat, Yeh Rangat

--MALE--
Yeh Jalwa, Yeh Jalwa, Yeh Jalwa
Yeh Jawaani

--FEMALE--
Dilbar Mere Sanam, Mehboob Mere Yaara
Badla Hai Aaj Kyoon Andaaz Yeh Tumhaara

--MALE--
Karoon Kya Koi Zor Chalta Nahin
Sambhaale Se Bhi Dil Sambhalta Nahin, Sambhalta Nahin

--FEMALE--
Haan Sambhalta Nahin, Sambhalta Nahin

--MALE--
Yeh Mauje

--FEMALE--
(La La La La La La La)

--MALE--
Yeh Saagar

--FEMALE--
(La La La La La La La)

--MALE--
Yeh Hawaayein, Yeh Mausam

--FEMALE--
(La La La La La La La)
Yeh Mehfil, Yeh Nagma
Yeh Shonkhi, Yeh Aalam

--MALE--
Qayamat, Qayamat, Qayamat, Qayamat

--FEMALE--
Qayamat, Qayamat, Qayamat, Qayamat

--MALE--
Yeh Aankhen, Yeh Aankhen

--FEMALE--
Yeh Chehraa, Yeh Chehraa

--MALE--
Yeh Masti, Yeh Masti

--FEMALE--
Yeh Tevar, Yeh Tevar

--MALE--
Yeh Palkein, Yeh Kaajal
Yeh Zulfein

--FEMALE--
Yeh Premi

--MALE--
Yeh Khushboo

--FEMALE--
Yeh Paagal

--MALE--
Yeh Choodi

--FEMALE--
Yeh Chaahat

--MALE--
Yeh Paayal

--FEMALE--
Yeh Mohabbat

--MALE--
Qayamat, Qayamat, Qayamat, Qayamat

--FEMALE--
Qayamat, Qayamat, Qayamat, Qayamat

--MALE--
Haan, Qayamat, Qayamat, Qayamat, Qayamat

--FEMALE--
Haan, Qayamat, Qayamat, Qayamat, Qayamat

"Sajna Ne Phool Marya"

Sajna Ne Phool Mariya
Meri Rooh Falak Tak Royee
Logon Ke Pattharon Ki
Mujhe Peed Zara Bhi Na Hoye
Sajna Ne Phool Mariya
Hai, Sajna Ne Phool Mariya
O, Meri Rooh Falak Tak Royee
Logon Ke Pattharon Ki
Hayee, Logon Ke Pattharon Ki
Mujhe Peed Zara Bhi Na Hoye
Sajna Ne Phool Mariya
Oooo, Sajna Ne Phool Mariya
Meri Rooh Falak Tak Royee
Hayee, Logon Ke Pattharon Ki
Mainu Peed Zara Bhi Na Hoye

Ban Ke Prem Ki Jogan
Main Us Mein Samaa Gayee Aise
Seep Mein Moti, Chaand Kiran Mein
Phool Mein Khushboo Jaise
Ranjha Ranjha Mujhko Kaho
Hayee, Ranjha Ranjha Mujhko Kaho
Mujhe Heer Kaho Na Koyee
Sajna Ne Phool Mariya
Sajna, Sajna, Sajna...

Pyaar Kisi Ko Kabhi Na
Aise Mod Pe Layee
Hayee, Bhool Na Chahey Bhi
To Dil Usko Bhool Na Payee
Mujhe Jaisa Dard Mila
Hayee, Mujhe Jaisa Dard Mila
Aisi Choot Na Khayee Koi
Sajna Ne Phool Mariya
Meri Rooh Falak Tak Royee
Hayee, Logon Ke Pattharon Ki
Hayee, Logon Ke Pattharon Ki
Mujhe Peed Zara Bhi Na Hoye
Make a Free Website with Yola.