"Kitna Aasan Hai Kehna"

Kitna Aasaan Hai Kehna Bhul Jaao Bhul Jaao
Kitna Mushkil Hai Par Bhul Jaana
Kitna Aasaan Hai Kehna Bhul Jaao
Kitna Mushkil Hai Par Bhul Jaana
Ho Na Jaana Na Jaana
Kitna Aasaan Hai Kehna Bhul Jaao
Kitna Mushkil Hai Par Bhul Jaana

Bin Soche Bin Samjhe Log
Maajhi Toh Ban Jaate Hain
Unko Yeh Maloom Nahi
Ke Toofan Bhi Aate Hain
Kitna Aasan Hai Maajhi Ban Jaana
Kitna Mushkil Hai Paar Lagana
Kitna Aasaan Hai Kehna Bhul Jaao
Kitna Mushkil Hai Par Bhul Jaana

Ha Tumko Hai Dard Bada
Isi Duniya Ki Rasmon Ka
Ulfat Mein Jo Khayi Thi
Kya Hoga Uss Kasmon Ka
Kitna Aasaan Hai Vaaden Todd Dena
Kitna Mushkil Hai Vaaden Nibhana
Kitna Aasaan Hai Kehna Bhul Jaao
Kitna Mushkil Hai Par Bhul Jaana
Ho Na Jaana Na Jaana
Kitna Aasaan Hai Kehna Bhul Jaao Bhul Jaao Bhul Jaao

"Mere Dost Kissa Yeh Kya Ho Gaya"

Mere Dost Kissaa Ye Kyaa Ho Gayaa
Sunaa Hain Ke Too Bewafaa Ho Gayaa

Duwaan Badduwaan De, Ye Mumakeen Nahee
Muze Too Dalaa De, Ye Mumakeen Nahee
Khudaa Jaane Kyaa, Maajaraa Ho Gayaa

Agar Maang Le Too, O Jaana-ye-jigar
Tuze Jaan De Doo, Main Ye Jaanakar
Ke Hak Dosatee Kaa Adaa Ho Gayaa

Kayaamat Se Kam Yaar Ye Gam Nahee
Ke Too Aaur Mai, Rah Gaye Hum Nahee
Meraa Yaar Muz Se Judaa Ho Gayaa

"Salamat Rahe Dostana Hamara" 

Rafi:
Bane Chaahe Dushman Zamaana Humaara -2
Salaamat Rahe Dostaana Humaara
Kishore:
Bane Chaahe Dushman Zamaana Humaara
Salaamat Rahe Dostaana Humaara
Rafi:
Salaamat Rahe Dostaana Humaara
Both:
Bane Chaahe Dushman Zamaana Humaara
Salaamat Rahe Dostaana Humaara

Rafi:
Woh Khwaabon Ke Din Woh Kitaabon Ke Din -2
Sawaalon Ki Raaten Jawaabon Ke Din
Kayi Saal Humne Guzaare Yahaan
Yahin Saath Khele Hue Hum Jawaan, Hue Hum Jawaan
Tha Bachpan Bada Aashiqaana Humaara
Salaamat Rahe Dostaana Humaara
Both:
Bane Chaahe Dushman Zamaana Humaara
Salaamat Rahe Dostaana Humaara

Kishore:
Na Bichhdenge Mar Ke Bhi Hum Doston -2
Humein Dosti Ki Qasam Doston
Pata Koyi Poochhe To Kehte Hain Hum
Ke Ek Duje Ke Dil Me Rehte Hain Hum, Rehte Hain Hum
Nahin Aur Koyi Thikaana Humaara
Salaamat Rahe Dostaana Humaara
Both:
Bane Chaahe Dushman Zamaana Humaara
Salaamat Rahe Dostaana Humaara
Kishore:
Salaamat Rahe Dostaana Humaara
Both:
Bane Chaahe Dushman Zamaana Humaara
Salaamat Rahe Dostaana Humaara
Make a Free Website with Yola.