"Janmon Ki Jwala Thi"

--FEMALE--
Aa Ha Aa Aa, Aa Ha Aa Aa, Aa Ha Aa Aa Aa
Janmon Ki Jwaala Thi Tan Mein
Milne Ki Trishna Thi Mann Mein
Tune Kiya Tan Ko Sheetal Sheetal
Ab Na Rahi Mann Mein Koi Halchal, Oh
Aa Ha Aa Aa, Aa Ha Aa Aa, Aa Ha Aa Aa Aa
Kitna Hai Sukh Bandhan Mein
Preetam Tere Aalungan Mein
Aagosh Mein Aake Maine Jaana
Praanon Se Nazdeek Tujhko Maana
Saathiya

--MALE--
Sapnon Ka Har Darpan Toota
Har Mausam Lagta Hai Jhoota
Kitna Gahen Hai Samay Ka Saaya
Dil Ke Ujaale Ko Benoor Paaya
Saathiya
Janmon Ki Jwaala Thi Tan Mein

--FEMALE--
(Janmon Ki Jwaala Thi Tan Mein)

--MALE--
Milne Ki Trishna Thi Mann Mein

--FEMALE--
(Milne Ki Trishna Thi Mann Mein)

--MALE--
Tune Kiya Tan Ko Sheetal Sheetal

--FEMALE--
(Tune Kiya Tan Ko Sheetal Sheetal)

--MALE--
Ab Na Rahi Mann Mein Koi Halchal

--FEMALE--
(Ab Na Rahi Mann Mein Koi Halchal)

--BOTH--
Saathiya

Make a Free Website with Yola.