"Khullam Khulla Pyar"

Khullam Khulla Pyaar Kare, Kare Kabhi Chori Se
Leke Tujhko Saath Chale, Jahaan Ke Paar Kahin Pe
Eh Khullam Khulla Pyaar Kare, Kare Kabhi Chori Se
Leke Tujhko Saath Chale Jahaan Ke Paar Kahin Pe
Kabhi Toh Mohabbat, Kabhi Toh Hai Lafda
Koyi Yahaan Halka Koyi Tagda
Time Time Ki Baat Hai Pyaare, Main Ragda Ya Tu Ragda
Chala Karega Saath Mein Ye Sab, Saath Rahenge Do Dil Jab Tak
Sung Tere Kabhi Sung Mere, Kaisi Kaisi Aankh Micholi
Nikal Le Bhaiye, Sambhal Le Bhaiye, Nikal Le Bhaiye Re
Nikal Le Bhaiye, Sambhal Le Bhaiye, Nikal Le Bhaiye Re
Khullam Khulla Pyaar Kare, Kare Kabhi Chori Se
Leke Tujhko Saath Chale, Jahaan Ke Paar Kahin Pe
Kabhi Toh Mohabbat, Kabhi Toh Hai Lafda
Koyi Yahaan Halka Koyi Tagda
Time Time Ki Baat Hai Pyaare, Main Ragda Ya Tu Ragda
Chala Karega Saath Mein Ye Sab, Saath Rahenge Do Dil Jab Tak
Sung Tere Kabhi Sung Mere
Kaisi Kaisi Aankh Micholi
Nikal Le Bhaiye, Sambhal Le Bhaiye, Nikal Le Bhaiye Re
Nikal Le Bhaiye, Sambhal Le Bhaiye, Nikal Le Bhaiye Re

Nehle Pe Dehla Pad Jaaye, Pade Soch Mein Nehla
Koyi Na Jaane Kaun Aakhri, Kaun Yahaan Par Pehla
Nehle Pe Dehla Pad Jaaye, Pade Soch Mein Nehla
Koyi Na Jaane Kaun Aakhri, Kaun Yahaan Par Pehla
Lage Yahaan Jo Daav Kabhi, Duniya Mutthi Mein Ho Jaaye
Arre Pitte Jo Mohra Kismat Ka Toh, Sab Mitti Mein Mil Jaaye
Khel Pada Hai Ajab Niraala Thoda Gadbad Thoda Alaa
Samaj Sake Toh Samajh Le Yaara, Jeewan Jaise Ek Titoli
Nikal Le Bhaiye, Sambhal Le Bhaiye, Nikal Le Bhaiye Re
Nikal Le Bhaiye, Sambhal Le Bhaiye, Nikal Le Bhaiye Re

Jaan Jaan Kar Hamne Ne Jaana Bas Itna Hi Jaana
Chaar Dino Ka Chakkar Saara Kya Apna Begaana
Ho...jaan Jaan Kar Hamne Ne Jaana Bas Itna Hi Jaana
Chaar Dino Ka Chakkar Saara Kya Apna Begaana
Khatti Meethhi Takraare Sab Ye Toh Chalti Rehti Hai
Pyaar Ki Baatein Lekin Phir Bhi Dil Mein Palti Rehti Hai
Pyaar Se Hai Ye Duniya Pyaari, Aur Toh Jhoothhi Duniya Daari
Sola Aana Baat Hai Sachchi, Dil Pe Rakh Kar Hamne Toli
Eh Nikal Le Bhaiye, Sambhal Le Bhaiye, Nikal Le Bhaiye Re
Nikal Le Bhaiye, Sambhal Le Bhaiye, Nikal Le Bhaiye Re
Oh...khullam Khulla Pyaar Kare, Kare Kabhi Chori Se
Leke Tujhko Saath Chale Jahaan Ke Paar Kahin Pe
Sonu: Kabhi Toh Mohabbat, Kabhi Toh Hai Lafda
Koyi Yahaan Halka Koyi Tagda
Time Time Ki Baat Hai Pyaare, Main Ragda Ya Tu Ragda
Chala Karega Saath Mein Ye Sab, Saath Rahenge Do Dil Jab Tak
Sung Tere Kabhi Sung Mere, Kaisi Kaisi Aankh Micholi
(Nikal Le Bhaiye, Sambhal Le Bhaiye, Nikal Le Bhaiye Re
Nikal Le Bhaiye, Sambhal Le Bhaiye, Nikal Le Bhaiye Re) -2

"Makhmali Yeh Badan"

Makhmali Ye Badan Ki, Nazaakatein Haseen
Chura Na Le Mere Dil Ka, Chain Ye Kahin
Jis Ne Bhi Banaaya Hai Tujhko, Woh Kamaal Hai
Aur Us Kamaal Pe Tu, Bemisaal Hai
Hai Akeli Raat Gumsum, Aur Chhat Ke Neeche Hum Tum
Aankhon Mein Tere Kaisa Khumaar
Ho Na Jaaye Kuch Khata Dekho Yaar
Bekaraar Na Dikha Diwaangi
Makhmali Ye Badan Ki, Nazaakatein Haseen


Mast Mast Ho Raha Hai, Ye Raat Ka Safar
Dil Mein Hulchale Uthhaaye, Teri Nazar
Sanjeevani: Gulaabi Gulaabi Tere, Armaan Jo Hai Diwaane
Tujhe Chhod Denge Yunhi, Tere Haal Par
Bolo Na, Aisa Oh Eh Jaane Jaan
Ek Baar Mujhko Toh Aazma
Oh Baatein Teri Baatein Bekaar
Chaahe Tu Karle Koshish Hazaar
Aayenge Na Baat Mein, Ye Karle Yaqeen
Haay, Makhmali Ye Badan Ki, Nazaakatein Haseen


Tanhaaiyon Mein Tanha, Mile Hain Jo Is Tarha
Socho Na Aisa Waisa, Kya Faayda
Teri Har Adaa Ki, Shokhiyaan Bhi Kya Kahen
Hum Toh Kya Farishte Bhi, Na Hosh Mein Rahen
Na Re Na, Hosh Tu Na Gawa
Kar Le Sabar Kuch Toh Zara
Haan Milta Nahin Hai Dil Ko Qaraar
Kab Tak Karun Main Haaye Intezaar
Hone De Dil Se Dil Ki Milaawatein Yahin
Sanjeevani: Harkatein Ye Dikhaao, Jaake Aur Kahin
Hmm...jis Ne Bhi Banaaya Hai Tujhko, Woh Kamaal Hai
Aur Us Kamaal Pe Tu, Bemisaal Hai
Hai Akeli Raat Gumsum, Aur Chhat Ke Neeche Hum Tum
Ho Ho Aankhon Mein Tere Kaisa Khumaar
Ho Na Jaaye Kuch Khata Dekho Yaar
Hmm...
Na Na Na Na Na Na Na Na Na...

"Pehli Nazar Mein"

Pehli Nazer Mein Darri Thi Dusri Mein Bhi Darr Gayi Re
Siski Mein Jo Saas Bhari Thi Ishq Se Mujhko Bhar Gayi Re
Dikhaye To Woh Pistol Kiye The Jisne Tukde Mere
Mar Mar Ke Jiya Tha Sadmo Ne Daale Tey Gaeher
Bhar Gayi Uski Aankhen Sun Ke Aankhen Micholi Ho Gayi Re
Thanks Babu Babu Thanks
Thanks Jo Boli Thanks To Babu Ko Bekaabu Kar Gayi Re
Aashiq Tha Mein Paiso Ka Asli Nakli Chehro Ka
Khoon Bhare Dabbo Ka Bhijaye Shero Ka
Rang Ka Narag Ka Ulte Seedhe Fasalon Ka
Babu Kahan Hai Tu Woh Woh Woh Le Ja Raha Hai Mujhe
Babu Nikal Ja Na Tu Chhoda Na Tu Mere Dil Aye Fasa Na Tu
Road Par Likhna Hamare Pyaar Ka Afsana Re
Pehli Nazer Mein Darri Thi Dusri Mein Bhi Darr Gayi Re
Ishq Mangta Mein Apno Ka Dushman Ka Sapno Ka
Dushman Tha Main Suraj Ka Dushman Tha Mein Khushiyon Ka
Na Darr Nahin Na Ghar Nahin Dukh Dard Ka Raahi Tha
Babu Kasam Hai Tumko Dard Tu Hi Hai Mera Mard
Tu Hai Jahan Wahi Hai Mera Sara Jahaan Ek Jaan Hai Hum Ek Jaan
Kasam Tujhe Hai Road Ki Road Se Na Hut Jana Re
Pehli Nazer Mein Darri Thi Dusri Mein Bhi Darr Gayi Re
Siski Mein Jo Saas Bhari Thi Ishq Se Mujhko Bhar Gayi Re
Dikhaye To Woh Pistol Kiye The Jisne Tukde Mere
Mar Mar Ke Jiya Tha Sadmo Ne Daale Tey Gaeher
Bhar Gayi Uski Aankhen Sun Ke Aankhen Micholi Ho Gayi Re
Thanks Babu Babu Thanks
Thanks Jo Boli Thanks To Babu Ko Bekaabu Kar Gayi Re

"Raste Raste"

Raste Raste Kabhi Sunghta Hoon Tujhe Dar-dar Dhhoondhhte
Zindagi Ye Kahin Kharch Na Ho Jaaye Ghar Ghar Ghoomte
Kya Ye Pyaar Hai... Kya Ye Pyaar Hai...
Haan Ye Pyaar Hai... Haan Ye Pyaar Hai...
Raste Raste Kabhi Sunghti Hoon Tujhe Dar-dar Dhhondhhte
Zindagi Ye Kahin Kharch Na Ho Jaaye Ghar Ghar Ghoomte
Kya Ye Pyaar Hai... Kya Ye Pyaar Hai...
Haan Ye Pyaar Hai... Haan Ye Pyaar Hai

Ghar Pe Udaas, Duniya Naaraaz, Kuch Toh Sahi Kiya Hoga
Hamein Jo Rokte Hain, Apni Umar Mein Unhone Bhi Yahi Kiya Hoga
Hey! Ye Na Karo, Woh Na Karo Tum
Sunidhi: Sab Bakwaas Hai
Kya Ye Pyaar Hai
Haan Ye Pyaar Hai
Raste Raste Kabhi Sunghti Hoon Tujhe Dar-dar Dhhoondhhte
Zindagi Ye Kahin Kharch Na Ho Jaaye Ghar Ghar Ghoomte
Kya Ye Pyaar Hai... Kya Ye Pyaar Hai
Haan Ye Pyaar Hai... Haan Ye Pyaar Hai

Woh Hai Bimaar Hai La-ilaaj Pyaar Se Jo Door Door Bhaage
Arre Unko Salaadon, Do Unko Dawa Do
Dekhe Hamein Aur Thoda Jaage
Haan! Ho Gaya Jo Ho Gaya
Eh Hum Taiyaar Hai
Kya Ye Pyaar Hai
Haan Ye Pyaar Hai
Raste Raste Kabhi Sunghta Hoon Tujhe Dar-dar Dhhoondhhte
Zindagi Ye Kahin Kharch Na Ho Jaaye Ghar Ghar Ghoomte
Kya Ye Pyaar Hai... Kya Ye Pyaar Hai...
Haan Ye Pyaar Hai... Haan Ye Pyaar Hai...
Kya Ye Pyaar Hai... Kya Ye Pyaar Hai... -3

"Road Ke Har Mod Par" 

Road Ke Har Mod Pe Dekho To Gaur Se Yeh
Qaatil Raaste Milte Hai Chaaron Aur Se
Ek Pal Mein Kya Ho Jaaye Sab Hai Bekhabar
Zindagi Aur Maut Bhi Chalti Hai Road Par
Road Ke Har Mod Pe Dekho To Gaur Se Yeh
Lambhi Lambhi Raat Hai Millo Tanhayi
Jahan Khatam Ho Raasta Woh Subah Na Aayi
Tahan Gaye Hai Meel Ke Patthar Road Par
Chal Diye To Aasman Jhukta Hai Road Par
Road Ke Har Mod Pe Dekho To Gaur Se Yeh
Kuch Khoya Kuch Paya Phir Paake Kho Diya
Jo Kuch Bhi Hona Tha Ek Pal Mein Ho Gaya
June Ki Baarishe Yeh Garam Hawaein
Aawaare Pagal Deewane Sab Hai Road Pe
Road Ke Har Mod Pe Dekho To Gaur Se Yeh
Qaatil Raaste Milte Hai Chaaron Aur Se
Ek Pal Mein Kya Ho Jaaye Sab Hai Bekhabar
Zindagi Aur Maut Bhi Chalti Hai Road Par
Road Ke Har Mod Pe Dekho To Gaur Se Yeh
Road Ke Road Ke Road Ke Road Ke

"Road Rage"

Is Mod Pe Ya Is Mod Pe Jab Tak Chale Gaye Hum Road Pe
Is Mod Pe Ya Is Mod Pe Jab Tak Chale Gaye Hum Road Pe
Is Mod Pe Ya Is Mod Pe Jab Tak Chale Gaye Hum Road Pe

"Toofan Se"

Toofaan Sa Zor Hai Hum Mein
Bijli Sa Shor Hai Hum Mein
Arre Badaalo Ko Cheer Ke Jaana Hai
Har Pyaare Ko Pyaar Se Bharna Hai
Samundar Sa Josh Hai Hum Mein
Hoshon Sa Hosh Hai Hum Mein
Dharti Pe Chaand Ko Laana Hai
Har Pyaare Ko Pyaar Se Bharna Hai

Peechhe Ke Raaste Mitaate Huwe
Aage Nikal Jaayenge
Chalte Chalte Saare Jahaan Ko
Apni Dhun Pe Nachayenge
Bahwander Si Jaan Hai Hum Mein
Parindon Si Udaan Hai Hum Mein
Aasmaan Ko Chhu Kar Aana Hai
Har Pyaare Ko Pyaar Se Bharna Hai

Jhukte Nahin Hai Hum Kissi Ke
Aage Ye Tum Jaan Lo
Hum Sa Nahin Hai Koyi Jahaan Mein
Baat Ye Maan Lo
Chattanon Sa Ruab Hai Hum Mein
Iraade Bhi Thhos Hai Hum Mein
Bijli Se Aankh Milaana Hai
Har Pyaare Ko Pyaar Se Bharna Hai
Arre Toofaan Sa Zor Hai Hum Mein
Bijli Sa Shor Hai Hum Mein
Baadalo Ko Cheer Ke Jaana Hai
Har Pyaare Ko Pyaar Se Bharna Hai
Samundar Sa Josh Hai Hum Mein
Hoshon Sa Hosh Hai Hum Mein
Dharti Pe Chaand Ko Laana Hai
Har Pyaare Ko Pyaar Se Bharna Hai
Pyaar Se Bharna Hai
Make a Free Website with Yola.