"Dheere Dheere"

Koyi Aarju Geet Gaati Rahi Hai
Magar Dheere Dheere, Ho Magar Dheere Dheere
Meri Jindagi Mein Tu Aa Toh Rahi Hai
Magar Dheere Dheere, Ho Magar Dheere Dheere
Ho O O Magar Dheere Dheere, Ho O O.....

(jaage Jaage Na Jaane Kaise Hai Yeh Armaan
Ho Lamhe Lamhe Dil Mein Naache Jaise Pariya) - (2)
Reshami Si Hawaaye Aate Jaate Sunaaye, Chaahat Ki Ik Daastan
Magar Dheere Dheere, Ho Magar Dheere Dheere
Dheere Dheere Dheere Dheere....
Koyi Aarju Geet Gaati Rahi Hai
Magar Dheere Dheere, Ha Aa Aa Magar Dheere Dheere
Ho Dheere Dheere Magar Dheere Dheere

(haule Haule Banate Hai Kaise Afsaane
Khoye Khoye Mile Hai Kaise Anjaane) - (2)
Lag Raha Hai Abb Aise Koyi Kehta Ho Jaise Badlega Saara Sama
Magar Dheere Dheere, Aa Aa Aa Magar Dheere Dheere
Dheere Dheere Magar Dheere Dheere
Koyi Aarju Geet Gaati Rahi Hai
Magar Dheere Dheere, Magar Dheere Dheere
Magar Dheere Dheere (dheere Dheere Dheere Dheere.....) Ho O...

 

 "Dosti Kya Hai"

(kaise, Koyi Kaise Kahe Dosti Kya Hai, Kya Hai -2
Jindagi Ki Dhup Mein, Yeh Dosti Chanv Hai) - (2)
Kaise, Kaise.....

Waqt Hai Ik Nadi, Kashti Hai Dosti, Dil Humsafar Hai Ho Yeah
Ho Lakh Toofan Uthe, Dil Toh Dil Se Mile, Phir Bhi Magar Hai
Nichi Har Lehar Hai Beasar Zeher Hai Dost Agar Hai Yeah
Kaise, Koyi Kaise Kahe Dosti Kya Hai, Kya Hai

Dil Pe Gehari Likhi Hai Agar Dosti Mitati Kaha Hai
Dost Chup Hai Agar, Uski Har Ek Najar Uski Juban Hai Ho Yeah
Usko Bhi Hai Pata Hum Wahi Hai Sada, Jab Woh Jaha Hai
Kaise Koyi Kaise Kahe Dosti Kya Hai, Kya Hai - (2)
Jindagi Ki Dhup Mein, Yeh Dosti Chanv Hai - (2)

 

 "Ghabra Ke Dar Dar Ke"

(ghabarake Darr Darr Ke, Darr Darake Mar Marake
Bas Aahein Bhar Bhar Ke Jina Koyi Jina Hai) - (2)
Deewaare Rasta Roke Toh Unase Takaraana Sikho
Jinda Rehna Hai Sar Uthaake Toh Mar Jana Sikho
Ghabarake Darr Darr Ke, Darr Darake Mar Marake
Bas Aahein Bhar Bhar Ke Jina Koyi Jina Hai

Jindagaani Ko Samajh Le Khel Tu, Muskuraake Mushkilo Ko Jhel Tu
Saari Duniya Mein Nahi Tujhsa Koyi, Tu Anokha Hai Yaha, Anmol Tu
(ghabarake Darr Darr Ke, Darr Darake Mar Marake
Bas Aahein Bhar Bhar Ke Jina Koyi Jina Hai) - (2)

Chaahe Uss Duniya Mein Tu Jaaye Kahin
Haan Julm Se Khaali Nahi Koyi Jami
Tu Jo Chaahe Toh Mita De Julm Ko
Shart Yeh Hai Tujhko Ho Khud Par Yakin
(ghabarake Darr Darr Ke, Darr Darake Mar Marake
Bas Aahein Bhar Bhar Ke Jina Koyi Jina Hai) - (2)
Deewaare Rasta Roke Toh Unase Takaraana Sikho
Jinda Rehna Hai Sar Uthaake Toh Mar Jana Sikho
Ghabarake Darr Darr Ke, Darr Darake Mar Marake
Bas Aahein Bhar Bhar Ke Jina Koyi Jina Hai

 

 "Jaane Kyun Jaaneman"

Jaane Kyun Jaaneman........

Jaane Kyun Jaaneman........
Jaane Kyun Mera Sara Jism Kasmasaaye
Jaane Kyun Pyaas Mere Hont Sulgaaye
Jaane Kyun Jaaneman........
Jaane Kyun Saans Roki Jaaye Ulajhi Jaaye
Jaane Kyun Aankhon Mein Jaise Dhunwa Sa Chhaye
Jaane Kyun Jaaneman........

Jaagi Hai Betaabiyan, Jaage Armaan
Raat Mein Betaabiya Hai Jaaneja
Mere Badan Mein Rawa Hai Chingaariya
Jaane Kyun Mera Sara Jism Kasmasaaye
Jaane Kyun Pyaas Mere Hont Sulgaaye
Jaane Kyun Jaaneman........
Jaane Kyun Saans Roki Jaaye Ulajhi Jaaye
Jaane Kyun Aankhon Mein Jaise Dhunwa Sa Chhaye
Jaane Kyun Jaaneman........

Jaane Kyun Jaaneman........

Dhunde Jise Tu Yaha, Main Hi Tu Hu
Teri Yaha Humsawa Main Hi Toh Hu
Aa Tu Mere Paas Aa, Ki Main Hu Teri, Main Hu Teri
Jaane Kyun Mera Sara Jism Kasmasaaye
Jaane Kyun Pyaas Mere Hont Sulgaaye
Jaane Kyun Jaaneman........
Jaane Kyun Saans Roki Jaaye Ulajhi Jaaye
Jaane Kyun Aankhon Mein Jaise Dhunwa Sa Chhaye
Jaane Kyun Jaaneman........
Aa Aa Aa Aau Aa Aa Aa Aau.......

 

 "Shaurya"

Shaurya Kya Hai
(jitana Sikh Deewaane, Maana Usiko Duniya Ne
Woh Jo Kabhi Haar Na Maane, Woh Hi Shaurya Hai) - (2)
Hey Ya O Wa O Wa O Wa -3, Woh Jo Shaurya Hai
Hey Ya O Wa O Wa O Wa -3, Usiki Duniya Hai

Khaabon Ko Sachcha Jo Tu Karde, Jindagi Hai Teri
Khataro Ko Tu Khel Samajh Le Jindagi Hai Teri
Khaabon Ko Sachcha Jo Tu Karde, Jindagi Hai Teri
Khataro Ko Tu Khel Samajh Le Sun Le Tu Sun Le
Hey Ya O Wa O Wa O Wa -3, Woh Jo Shaurya Hai
Hey Ya O Wa O Wa O Wa -3, Usiki Duniya Hai
Jitana Sikh Deewaane, Maana Usiko Duniya Ne
Woh Jo Kabhi Haar Na Maane, Woh Hi Shaurya Hai

Himmat Ke Suraj Aage Hai Darr Ke Andhere Kya
Josh Agar Hai Jindagi Mein Toh Maut Ke Ghere Hai Kya
Himmat Ke Suraj Aage Hai Darr Ke Andhere Kya
Josh Agar Hai Jindagi Mein Toh
Sun Le Tu Sun Le
Hey Ya O Wa O Wa O Wa -3, Woh Jo Shaurya Hai
Hey Ya O Wa O Wa O Wa -3, Usiki Duniya Hai

(jitana Sikh Deewaane, Maana Usiko Duniya Ne
Woh Jo Kabhi Haar Na Maane, Woh Hi Shaurya Hai) - (2)
Hey Ya O Wa O Wa O Wa -3, Woh Jo Shaurya Hai
Hey Ya O Wa O Wa O Wa -3, Usiki Duniya Hai

 

 "Shaurya Kiya Hai"

Shaurya Kya Hai
Thartharati Is Dharti Ko Raungati Faujiyo Ki Ik Paltan Ka Shor
Ya Sehame Se Aasman Ko Chirata Huwa, Banduko Ki Salaami Ka Shor
Shaurya Kya Hai, Hari Wardi Par Chamakate Huye Chand Pital Ki Sitare
Ya Sarhad Ka Naam Dekar Andekhi Kuchh Lakiro Ki Numaish

Shaurya Kya Hai
Dur Udate Khamosh Paride Ko Goliyo Se Bhun Dene Ka Ehsaas
Ya Sholo Ki Barsat Se Pal Bhar Mein
Ek Sehar Ko Shamshan Bana Dene Ka Eshaas
Shaurya, Behti Bias Mein Kisi Ke Garm Khun Kam Huale Se Surkh Ho Jana
Ya Anjani Kisi Jannat Ki Firak Mein, Pal Pal Ka Dojak Bante Jana
Barudose Dhundhalaye Iss Aasman Mein, Shaurya Kya Hai

Wadiyo Ki Gunjte Kisi Ganv Se Matam Mein, Shaurya Kya Hai
Shaurya, Shayad Ek Hoshla, Shayad Ek Himmat, Hamre Bhaut Ander
Majhab Ke Banaye Daayare Tod Kar, Kisika Haath Tham Lene Ki Himmat
Goliyo Ki Betahsha Shor Ko Apni Khamoshi Se Chunoti De Pane Ki Himmat
Marti Marati Is Duniya Mein Nihatte Date Rehne Ki Himmat

Shaurya, Aane Wale Kal Ki Khatir
Apne Hisse Ki Kaynat Ko, Aaj Bacha Lene Ki Himmat
Shaurya Kya Hai

Make a Free Website with Yola.