"Duniya Hai Isi Ka Naam"

Duniya Hai Isi Ka Naam Kahin
Shaadi Kahin Barbaadi,
Kahin Shaadi Kahin Barbaadi,
Kabhi Subah Kabhi Hai Shaam Kahin,
Shaadi Kahin Barbaadi,

Nagma Hai Kahin Shehenai Kaa,
Matham Hai Kahin Tanhayi Kaa,
Koi Zeher Piye Koi Jaam,
Duniya Hai Isi Ka Naam Kahin,
Shaadi Kahin Barbaadi,
Kahin Shaadi Kahin Barbaadi,

Tum Gair Natha Jod Chale,
Aur Mujhko Tadapta Chod Chale,
Socha Na Mera Anjaam Re,
Socha Na Mera Anjaam,
Duniya Hai Isi Ka Naam Kahin,
Shaadi Kahin Barbaadi,
Kahin Shaadi Kahin Barbaadi,

Ho Tumko Mubarak Duniya Nayi.
Karlena Hamen Bhi Yaad Kabhi,
Tum Shaad Ho Ham Nakaam,
Duniya Hai Isi Ka Naam Kahin,
Shaadi Kahin Barbaadi,
Kahin Shaadi Kahin Barbaadi

 

 "Milti Hai Bheek Maula"

Naam Khuda Ka Le Zaraa, Sabak Shuru Kar Bismillah
Phool Kaho Ya Chand Sitaare
Khel Khilone Pyaare Pyaare
Mitti Se Bane Ham Saare

Bol Do Meethe Bol Soniye, Bhed Dilon Ke Khol Soniye
Sone Ka Hai Mol Soniya, Mitti Hai Anmol Soniya

Ji Karta Hai Is Mitti Se Apne Dil Ka Maein Ghada Banaun
Meetha Chenaab Ka Paani Is Mein Bhar Laun
Teri Pyaas Bujhaun Pardesiya
Baith Tu Mere Kol Soniye
Bhed Dilon Ke Khol Soniye...

Ji Karta Hai Is Mitti Se Tere Jaise But Ek Banaun
Sajde Usko Kar Karke Maein Aaj Musalmaan
Se Kafir Ban Jaun Are Soniye
Tauba Kar Tauba Muh Se Kufar Na Bol Soniya
Mitti Hai Anmol Soniya...

Ji Karta Hai Is Mitti Se Tera Liye Mein Ghar Ek Banaun
Is Duniyase Door Kahin Tujhko Le Jaun
Dekh Sake Na Tujhko Koi Chhu Sake
Chal Phir Mitti Ghol Soniya
Mitti Hai Anmol Soniya...

Make a Free Website with Yola.