"Bekhudi"

Bekhudi Mein Jahaan Khoya Soya
Kal Ki Kis Ko Hai Khabar
Bekhudi Mein Jahan Khoya Soya
Kal Ki Kis Ko Hai Khabar
Taqdeer Kal Ki Kitaab Hai
Saara Likha Us Mein Hisaab Hai
Kya Khabar Woh Kal Hi Hawa Chale Kis Taraf Kya Pata
Chhor De Tod De Zindagi
Kya Khabar Woh Kal Hi Hawa Chale Kis Taraf Kya Pata
Chhor De Tod De Zindagi

Gumsum Zameen Chup Aasmaan
Khamosh Hai Jahaan
Maddham Sa Hai Kaisa Nasha
Behosh Hai Sama
Har Dil Yahan Dhadkanon Ka Saans Hai
Jo Ho Sake Sun Dhadkanein Teri Aawaaz Hai

Bekhudi Mein Jahaan Khoya Soya
Kal Ki Kis Ko Hai Khabar
Bekhudi Mein Jahan Khoya Soya
Kal Ki Kis Ko Hai Khabar
Taqdeer Kal Ki Kitaab Hai
Saara Likha Us Mein Hisaab Hai
Kya Khabar Woh Kal Hi Hawa Chale Kis Taraf Kya Pata
Chhor De Tod De Zindagi
Kya Khabar Woh Kal Hi Hawa Chale Kis Taraf Kya Pata
Chhor De Tod De Zindagi

 "Aazmale Aazmale"

Aazmaale Aazmaale Aaj Khud Ko Aazmaale
Phirta Hai Kab Se Yeh Dil Sambhaale
Boliye Lab Pe Ruke Hain Tere Sajde Mein Jhuke Hain
Pal Pal Bhikre Hain Kitne Ujaale
Kya Karoon Kya Sochta Hai Chain Dil Ka Dhoondta Hai
Apni Kismat Ko Jagaale Beech Ka Parda Uthaale Aazmaale
Aazmaale Aazmaale Aaj Khud Ko Aazmaale
Phirta Hai Kab Se Yeh Dil Sambhaale
Boliye Lab Pe Ruke Hain Tere Sajde Mein Jhuke Hain
Pal Pal Bhikre Hain Kitne Ujaale

Apne Gham Se Khelta Hai, Dard Kitne Jhelta Hai
Sochta Tu Aur Kuch Hai, Aur Kuch Tu Bolta Hai
Apne Gham Se Khelta Hai, Dard Kitne Jhelta Hai
Sochta Tu Aur Kuch Hai, Aur Kuch Tu Bolta Hai
Apne Dil Ko Tu Manaale Beech Ka Parda Uthaale Aazmaale
Aazmaale Aazmaale Aaj Khud Ko Aazmaale
Phirta Hai Kab Se Yeh Dil Sambhaale
Boliye Lab Pe Ruke Hain Tere Sajde Mein Jhuke Hain
Pal Pal Bhikre Hain Kitne Ujaale

Kashmakash Ko Chhor De Tu, Rukh Hawa Ka Mod De Tu
Khaali Pe Maana Hai Tera, Ho Sake To Tod De Tu
Kashmakash Ko Chhor De Tu, Rukh Hawa Ka Mod De Tu
Khaali Pe Maana Hai Tera, Ho Sake To Tod De Tu
Ek Nayi Mehfil Sajaale Beech Ka Parda Uthaale Aazmaale
Aazmaale Aazmaale Aaj Khud Ko Aazmaale
Phirta Hai Kab Se Yeh Dil Sambhaale
Boliye Lab Pe Ruke Hain Tere Sajde Mein Jhuke Hain
Pal Pal Bhikre Hain Kitne Ujaale
Kya Karoon Kya Sochta Hai Chain Dil Ka Dhoondta Hai
Apni Kismat Ko Jagaale Beech Ka Parda Uthaale Aazmaale
Aazmaale Aazmaale Aaj Khud Ko Aazmaale
Phirta Hai Kab Se Yeh Dil Sambhaale
Boliye Lab Pe Ruke Hain Tere Sajde Mein Jhuke Hain
Pal Pal Bhikre Hain Kitne Ujaale
Kitne Ujaale, Kitne Ujaale, Kitne Ujaale

 "Boombai Nagariya (Club Mix)"

Yeh Bombay Hai Yaha Time Ka Matlab Hai Paisa Samjhe
Mujhe Tees Minute Ki Journey Teen Minute Mein Puri Karni Hai
Saala Khud Marna Hai Toh Mar Na Doosre Ki Kayko Waat Lagata Hai
Paisa Waat Lagata Hai...
Hum Dono Dhakkanon Ko Aaj Ke Din He Paida Hona Tha
(laakh Laakh Roz Aake Bas Jaate Hai
Iss Sheher Se Is Dil Laga Ke Phas Jaate Hai) - 2
Sone Ki Raahon Mein Soone Ko Jaaga Nahi
Shola Hai Ya Hai Bijuriya Dil Ki Bajariya Bambai Nagariya - 2

Yeh Bombay Hai Yaha Time Ka Matlab Hai Paisa Samjhe
Saala Khud Marna Hai Toh Mar Na

(utar Jaaye Ragon Mein Jo Toh Teh Nasha Hai
Iski Aadat Jo Pad Gayi Toh Yeh Saza Hai) - 2
Aise Bhar De Ke Khaali Kar De
Haa Re Pal Yeh Aise Jaga Hai
Thok Du Kya

Laakh Laakh Roz Aake Bas Jaate Hai
Is Sheher Is Dil Laga Ke Phas Jaate Hai
Sone Ki Raahon Mein Soone Ko Jaaga Nahi
Shola Hai Ya Hai Bijuriya Dil Ki Bajariya Bambai Nagariya - 5
Sala Yaha Toh Footpath Bhi Housefull Hain

 "Boombai Nagariya (Living In The City)"

(laakh Laakh Roz Aake Bas Jaate Hai
Is Sheher Se Is Dil Laga Ke Phas Jaate Hai) - 2
Sone Ki Raahon Mein Soone Ko Jaaga Nahi
Saala Idhar Toh Foot Path Bhi Houseful Hai
Shola Hai Ya Hai Bijuriya Dil Ki Bajariya Bambai Nagariya - 4

Yeh Bombay Hai Yaha Time Ka Matlab Hai Paisa Samjhe
Mujhe Tees Minute Ki Journey Teen Minute Mein Puri Karni Hai Samjhe
Saala Khud Marna Hai Toh Mar Na Doosre Ki Kayko Waat Lagata Hai
Paisa Waat Lagata Hai...
Thok Du Kya

(utar Jaaye Ragon Mein Jo Toh Teh Nasha Hai
Iski Aadat Jo Pad Gayi Toh Yeh Saza Hai) - 2
Aise Bhar De Ke Khaali Karde
Haa Re Pal Yeh Aise Jaga Hai
Hum Dono Dhakkanon Ko Aaj Ke Din He Paida Hona Tha

(laakh Laakh Roz Aake Bas Jaate Hai
Is Sheher Is Dil Laga Ke Phas Jaate Hai) - 2
Sone Ki Raahon Mein Soone Ko Jaaga Nahi
Shola Hai Ya Hai Bijuriya Dil Ki Bajariya Bambai Nagariya - 4

 "Ek Nazar Mein Bhi"

Ek Nazar Mein Bhi Pyaar Hota Hai, Maine Suna Hai
Do Baaton Mein Bhi Ikraar Hota Hai, Maine Suna Hai
Sama Rangeen Sa Hone Lagta Hai
Jahaan Haseen Sa Lagne Lagta Hai
Koyi Dil Pe Chhaa Jaaye To Aisa Hota Hai, Maine Suna Hai
Ek Nazar Mein Bhi Pyaar Hota Hai, Maine Suna Hai
Do Baaton Mein Bhi Ikraar Hota Hai, Maine Suna Hai

Chamakte Hain Chehre, Chamakti Hai Duniya
Behekti Hai Saansein Mere Liye

Nazar Se Nazar Jo Mila Loon Agar To
Phirakti Hai Dhadkan Bhi Mere Liye

Nasha Kuch Nigahon Mein Bhi Aisa Hota Hai, Maine Suna Hai
Ek Nazar Mein Bhi Pyaar Hota Hai, Maine Suna Hai
Do Baaton Mein Bhi Ikraar Hota Hai, Maine Suna Hai

Hawa Pe Jahan Dekhne Ko Chale Hain
Bani Badalon Se Hai Apni Zameen

Jo Udne Lage Aasmaan Tak Hai Jaana
Na Khushiyon Mein Apni Hai Koyi Kami

Pasand Kuch Hawaon Ka Bhi Aisa Hota Hai, Maine Suna Hai

Ek Nazar Mein Bhi Pyaar Hota Hai, Maine Suna Hai
Do Baaton Mein Bhi Ikraar Hota Hai, Maine Suna Hai

Sama Rangeen Sa Hone Lagta Hai
Jahaan Haseen Sa Lagne Lagta Hai

Koyi Dil Pe Chhaa Jaaye To Aisa Hota Hai, Maine Suna Hai

 "Meter Down"

Kisi Ka Chutta, Kisi Ki Daulat,
Kisi Ka Love, Kisi Ki Mohabbat,
Yahaan Pe Zindagi Ki Har Khushi,
Rupaiya Hai Ya Dollar Hai Ya Pound,
Hey Meter Down, Down......
Hey Meter Down, Down......

Hmmm Kitna Kitna, Kitna Kaafi Hai Kisko Bolo
Uske Jitna, Apni Kismat Ko Aise Tolo
Sabka Dharam, Ki Kam Na Ho Rakam,
Saare Sapnon Mein Sikko Ka Sound,
Hey Meter Down, Down....
Hey Meter Down, Down....

(la La La La....)
Oh Yeah

Chikni, Chikni, Meri Noto Ki Chamdi Chikni
Tikni, Tikni Duniya Hai Inke Dum Pe Bikni
Dil Hai Naram, To Khayega Zakham,
Tera Lost Kisi Aur A Found,
Hey Meter Down, Down....
Hey Meter Down, Down....

Kisi Ka Chutta, Kisi Ki Daulat,
Kisi Ka Love, Kisi Ki Mohabbat,
Yahaan Pe Zindagi Ki Har Khushi,
Rupaiya Hai Ya Dollar Hai Ya Pound,
Hey Meter Down, Down......
Hey Meter Down, Down......

 "Meter Down (Rock N Roll Mix)"

 "Udne Do"

Sab Chalte Hain, Duniya Ki In Raahon Mein
Par Kya Karoon Hai Nasha Koyi Hawaon Mein
Ab Zameen Ko Chor Ke Mujhko Bas Hawa Mein Udne Do
Udne Do, Udne Do Ab Mujhko Udne Do
Udne Do, Udne Do, Udne Do
Udne Do, Udne Do Ab Mujhko Udne Do
Udne Do, Udne Do, Udne Do
Ab Zameen Ko Chor Ke Mujhko Bas Hawa Mein Udne Do

Jo Peelega Bas Ek Vaari Mere Honthon De Pehmaani
Gi Haal Huwega Phir Usda Oh Yaar Mere Rab Jaane

Hum Yaar Deewane Kab Honge
Aankhon Mein Sitaare Jab Honge
Armaan Humaare Is Dil Ke Poore Na Jaane Kab Honge
Ab Zameen Ko Chor Ke Mujhko Bas Hawa Mein Udne Do
Udne Do, Udne Do Ab Mujhko Udne Do
Udne Do, Udne Do, Udne Do
Udne Do, Udne Do Ab Mujhko Udne Do
Udne Do, Udne Do, Udne Do

Kuch Log Mohabbata Karde Ne, Par Kehne Ko Bhi Darde Ne
Kyon Rab Te Shikayat Aandi Ye, Kyon Thandiya Hawa Parde Ne

Dil Ho Kaise Khamosh Abhi
Kuch Kuch Hai Salaamat Hosh Abhi
Ab Tak Yeh Tamanna Baaki Hai
Poore Na Huwe Madhosh Abhi
Ab Zameen Ko Chor Ke Mujhko Bas Hawa Mein Udne Do

Sab Chalte Hain, Duniya Ki In Raahon Mein
Par Kya Karoon Hai Nasha Koyi Hawaon Mein
Ab Zameen Ko Chor Ke Mujhko Bas Hawa Mein Udne Do
Udne Do, Udne Do Ab Mujhko Udne Do
Udne Do, Udne Do, Udne Do
Udne Do, Udne Do Ab Mujhko Udne Do
Udne Do, Udne Do, Udne Do

Make a Free Website with Yola.