"Aaja Aaja Main Hoon Pyar Tera"

Rafi:
Aaja Aaja Mein Hun Pyar Tera,
Allah Allah Inkaar Tera..
Ooo Oo Aaja Aah Aah Aaja...

Tumpe Hazaron Ki Aankhen, Chahiye Tumko Sahara,
Ho...
Palkon Mein Aavun Chupalun, Naazuk Tan Yeh Tumhara..
Ooo Oo Aaja Aah Aah Aaja...

Asha:
Mera Khayal Tumeh Hein, Maine Abhi Yehi Jaana,
Sachha Hai Pyar Ke Jhoota, Yeh Hai Mujeh Azmaana,
Ooo Oo Aaja Aah Aah Aaja...

Rafi:
Rakhna Tha Dil Pe Hamaare, Haath Chuda Ke Chali Ho,
Asha:
Ji Haan Zaraa Yeh Bhi Kahiye, Aag Lagaa Ke Chali Ho..

Rafi:
Aaja Aaja Mein Hun Pyar Tera,
Allah Allah Inkaar Tera..
Ooo Oo Aaja Aah Aah Aaja...

 

 "Deewana Mujhsa Nahin"

Deewana Mujh Sa Nahin,
Is Ambar Ke Neeche,
Aage Hai Qatil Mera,
Aur Mein Peeche Peeche..

Paaya Hai Dushman Ko,
Jab Se Pyaar Ke Kabil,
Tab Se Yeh Aalam Hai,
Rasta Yaad Na Manzil,
Neend Se Jaise Chalta Hai Koyi,
Chalna Yunhi Aankhen Meeche..

Hamne Bhi Rakh Di Hai,
Kal Pe Kal Ki Baaten,
Jeevan Kaa Hasil Hai,
Pal Do Pal Ki Baaten,
Do Hi Ghadi Ko Saath Rahega,
Karna Kya Hai Tanha Jeeke..

Deewana Mujh Sa Nahin,
Is Ambar Ke Neeche,
Aage Hai Qatil Mera,
Aur Mein Peeche Peeche

 

 "O Haseena"

O Hasina Zulfon Vaali Jaanejahaan
Dhoondhti Hain Kaafir Aankhen Kiska Nishaan
O Hasina Zulfon Vaali Jaanejahaan
Dhoondhti Hain Kaafir Aankhen Kiskaa Nishaan
Mehfil Mehfil Ae Shama Phirti Ho Kahaan

Vo Anjaana Dhoondhti Hoon
Vo Dewaana Dhoondhti Hoon
Jalaakar Jo Chhip Gayaa Hai
Vo Parwaana Dhoondhti Hoon

Garm Hai, Tez Hai, Ye Nigaahen Meri
Kaam Aa, Jaayengi Sard, Aahen Meri
Tum Kisi, Raah Mein, To Miloge Kahin
Arey Ishq Hoon, Maein Kahin Theharta Hi Nahin
Maein Bhi Hoon Galiyon Ki Parchhaai
Kabhi Yahaan Kabhi Vahaan
Shaam Hi Se Kuchh Ho Jaata Hai
Mera Bhi Jaadu Jawaan

O Hasina Zulfon Vaali...
Chhup Rahe, Hain Ye Kya, Dhang Hai Aapka
Aaj To, Kuchh Nayaa, Rang Hai Aapka
Hai Aaj Ki, Raat Maein, Kya Se Kya Ho Gayi
Aha Aapaki Saadgi, To Adaa Ho Gayi
Maein Bhi Hoon Galiyon Ki Parchhaai
Kabhi Yahaan Kabhi Vahaan
Shaam Hi Se Kuchh Ho Jaata Hai
Mera Bhi Jaadu Jawaan

O Hasina Zulfon Vaali...
Thehariye, To Sahi, Kahiye Kya Naam Hai
Meri Badnaamiyon Ka Vafaa Naam Hai
Oho Qatl Kar, Ke Chale, Ye Vafaa, Khoob Hai
Hai Naazneena Teri, Ye Adaa, Khoob Hai
Maein Bhi Hoon Galiyon Ki Parchhaai
Kabhi Yahaan Kabhi Vahaan
Shaam Hi Se Kuchh Ho Jaata Hai
Mera Bhi Jaadu Jawaan

O Hasina Zulfon Vaali...

 

 "O Mere Sona"

O Mere Sona Re Sona Re Sona Re,
De Dungi Jaan Juda Mat Hona Re,
Maine Tujhe Zara Der Mein Jana,
Huaa Kusoor Khafaa Mat Hona Re -- (2)

O Mere Sona Re Sona Re Sona...

O Meri Bahon Se Nikal Ke,
Tu Agar Mere Raste Se Hat Jayega,
To Laharaake, Ho Balkhake,
Mera Saaya Tere Tan Se Lipat Jayega,
Chod Ate Hain Kab Ye Armaan
Ki Main Bhii Saath Rahungi Rahoge Jahan,

O Mere Sona Re Sona Re Sona.

O Miya Hamse Na Chipao
Vo Banaavat Ki Sari Adayen Liye,
Ki Tum Ispe Ho Itharaten,
Ki Main Pichhe Hun Sau Iltizaan Liye
Ji Main Khush Hu Mere Sona
Jhooth Hai Kya, Sach Kahon Naa
Ki Main Bhi Saath Rahungi Rahoge Jahan,

O Mere Sona Re Sona Re Sona.

O Phir Hamse Na Ulajh Na
Nahin Laat Aur Uljhan Mein Pad Jayegi,
O Pachataogi Kuch Aise
Ki Ye Suraki Labon Ki Utar Jayegi,
Ye Sazaa Tum Bhool Najana
Pyar Ko Thokar Mat Lagaana,
Ki Chala Jaunga Phir Main Najaane Kahan

O Mere Sona Re Sona Re Sona

 

 "Tumne Mujhe Dekha"

Tum Ne Muze Dekhaa, Ho Kar Meharabaan
Ruk Gayee Ye Jameen, Tham Gayaa Aasamaan
Jaana-ye-man Jaana-ye-jaan

Kahee Dard Kee Seharaa Me, Rukate Chalate Hote
In Hothhon Kee Hasarat Me, Tapate Jalate Hote
Meharabaan Ho Gayee, Julf Kee Badaliyaan
Jaana-ye-man Jaana-ye-jaan

Lekar Ye Haseen Jalawe, Tum Bhee Naa Kahaa Pahuche
Aakhir Ko Mere Dil Tak, Kadamon Ke Nishaan Pahuche
Khatm Se Ho Gaye, Raaste Sab Yahaa
Jaana-ye-man Jaana-ye-jaan

Make a Free Website with Yola.