"Aapki Mehki Hui Zulf"

Y: Aap Ki Mehki Hui Zulf Ko Kehte Hain Ghata
Y: Aap Ki Madbhari Aankhon Ko Kanval Kehte Hain
L: Main To Kuchh Bhi Nahi Tum Ko Haseen Lagati Hu
L: Is Ko Chahat Bhari Nazaro Ka Amal Kehte Hain

Y: Ek Ham Hi Nahi Sab Dekhane Vaale Tum Ko
Y: Sang-e-marmar Pe Likhi Shokh Gazal Kehte Hain
L: Aisi Baatein Na Karo Jin Ka Yaqeen Mushkil Ho
L: Aisi Taarif Ko Niyat Ka Khalal Kehte Hain

Y: Meri Taqadir Ki Tum Ne Mujhe Apna Samjha
L: Meri Taqadir Ki Tum Ne Mujhe Apna Samjha
Y, L: Is Ko Sadiyo Ki Tamannaao Ka Phal Kehte Hain - 2

 

 "Gapoochi Gapoochi Gum Gum"

Both:

Gapoochi Gapoochi Gum Gum
Kishiki Kishiki Gum Gum
Gapoochi Gapoochi Gum Gum

Female:

(Oh Sanam Hum Dono Saath Rahein Janam Janam) - 2

Both:

Gapoochi Gapoochi Gum Gum
Kishiki Kishiki Gum Gum
Gapoochi Gapoochi Gum Gum

Male:

(phoolon Jaisa Chehra
Dali Jaisa Tan Hai

Female:

Teri Hi Amanat Har Dadkan Hai) - 2

Male:

Arre Aa Bhi Jaa Bahon Mein
Pyaar Ka Woh Sangam

Female:

Oh Sanam Hum Dono Saath Rahein Janam Janam

Both:

Gapoochi Gapoochi Gum Gum
Kishiki Kishiki Gum Gum
Gapocohi Gapoochi Gum Gum

Male:

(jaadu Bhari Aankhein
Khwabon Ke Khazane

Female:

Mehki Mehki Saan Se
Baat Hain Tarane) - 2

Male:

Aa Bhi Jaa Bahon Mein
Pyaar Ka Woh Sangam

Female:

Oh Sanam Hum Dono Saath Rahein Janam Janam

Both:

Gapoochi Gapoochi Gum Gum
Kishiki Kishiki Gum Gum
Gapocohi Gapoochi Gum Gum

Female:

(jaage Jaage Armaan

Male:

Bheega Bheega Mausam

Female:

Dilon Ki Yeh Halchal

Male:

Bondon Ki Yeh Cham Cham) - 2

Female:

Aa Bhi Jaa Bahon Mein
Pyaar Ka Woh Sangam

Male:

Arre Oh Sanam Hum Dono Saath Rahein Janam Janam

Both:

Oh Sanam Hum Dono Saath Rahein Janam Janam

Hmmm...la La La

 

 "Ja Ri Behna"

Female:

Baap Ka Ghar Kya
Bhai Ka Ghar Kya
Aaj Samjh Ko Sabko Aajaan
Ladki Jis Ghar Mein Palti Hai
Us Ghar Hoti Hai Mehmaan

Male:

(ja Ri Behnaa Ja Tu Aapne Ghar Ja) - 2

Ladki Ka Jab Bachpan Jaaye
Meka Saath Hi Jaaye
Usske Jeevan Saathi Ka Ghar
Usska Ghar Keh Laaye
(ja Ri Behnaa Ja Tu Aapne Ghar Ja) - 2

Female:

Ladki Ke Jeevan Mein Jis Din Yeh Shub Abkar Aaye
Saans Baane Woh Maa Usski Aur Sasur Pita Keh Laaye

Male:

(ja Ri Behnaa Ja Tu Aapne Ghar Ja) - 2

Ja Ri Behnaa Ja Tujhko Yeh Nabji Banra Saaye
Tere Aangana Naachni Naache
Durga Deep Jalaaye
(ja Ri Behnaa Ja Tu Aapne Ghar Ja) - 2

 

 "Jaaneman Tum Kamaal Karti Ho"

K : Aaj Ham Ishq Ka Izahaar Kare To Kya Ho?
L : Jaan Pehchaan Se Inkaar Kare To Kya Ho?
K : Bhari Mehfil Mein Tumhe Pyar Kare To Kyaa Ho?
L : Koshishe Aap Ki Betaar Kare To Kya Ho?

K : Kehte Darati Ho Dil Mein Maarti Ho
Jaaneman Tum Kamaal Karti Ho
Kehte Darati Ho Dil Mein Maratii Ho
Jaaneman Tum Kamaal Karti Ho

K : Aankhon Aankhon Mein Muskurati Ho
Baato Baato Mein Dil Lubhati Ho
Narm Saanso Ki Garm Leharo Se
Dil Ke Taaro Ko Gudgudati Ho
Arre In Sab Baato Ka Matlab Puchhe To
Rang Chehare Ka Laal Karti Ho
Jaaneman Tum Kamaal Karti Ho

L : Chup Bhi Rahiye Ye Kya Qayamat Hai
Aap Ki Bhi Ajib Aadat Hai
Itna Hungama Kisliye Aakhir
Pyaar Hai Yaa Koi Musibat Hai
Jab Bhi Miltey Ho Jaane Tum Kya-kya
Ulte-sidhe Savaal Karte Ho
Jaaneman Tum Kamaal Karti Ho

K : Mastiyaan Si Fazaan Pe Chhaayi Hain
Vaadiyaan Rang Mein Nahaai Hain
L : Narm-sabz-ped Shokh Phulon Ne
Makhmali Chhaadaren Bichhaayii Hain
K : Aah, Chhodo Sharamaanaa Aise Mausam Me
Tabiyat Kyon Nihaal Karti Ho
Ho! Jaaneman Tum Kamaal Karti Ho
L : Jab Bhi Milte Ho Jaane Tum Kya-kya
Ulte-sidhe Savaal Karate Ho
Jaaneman Tum Kamaal Karte Ho

 

 "Mohabbat Bade Kaam Ki Chiz Hain"

Har Taraf Husn Hai, Jawaanee Hai, Aaj Kee Raat Kyaa Suhaanee Hai
Reshamee Jism Tharatharaate Hai, Maramaree Khwaab Gunagunaate Hai
Dhadakanon Mein Surur Failaa Hai, Rang Najadik-o-door Failaa Hai
Daawata-ye-ishk De Rahee Hain Fajaa
Aaj Ho Jaa Kisee Haseen Pe Fidaa
Ke Mohabbat Bade Kaam Kee Cheej Hain Kaam Kee

Mohabbat Ke Dam Se Hain Duniyaan Kee Raunak
Mohabbat Naa Hotee To Kuchh Bhee Naa Hotaa
Najar Aaur Dil Kee Panaahon Kee Khaatir
Ye Jannat Naa Hotee To Kuchh Bhee Naa Hotaa
Yahee Yek Aaraam Kee Cheej Hai

Kitaabon Mein Chhapate Hain Chaahat Ke Kisse
Hakikat Kee Duniyaan Mein Chaahat Naheen Hai
Jamaane Ke Baajar Mein Ye Wo Shay Hai
Ke Jis Kee Kisee Ko Jarurat Naheen Hai
Ye Bekaar, Bedaam Kee Cheej Hai
Ye Kudarat Ke Aaraam Kee Cheej Hai
Ye Bas Naam Hee Naam Kee Cheej Hai

Mohabbat Se Itanaa Khafaa Honewaale
Chal Aa Aaj Tuz Ko Mohabbat Sikhaa De
Teraa Dil Jo Barason Se Wiraan Padaa Hain
Kisee Naajaneenaan Ko Is Mein Basaa De
Meraa Mashawaraa Kaam Kee Cheej Hai

Make a Free Website with Yola.